Urdu Sms - Bewafai Sms



Urdu Sms - Bewafai Sms



(1)Zamane ki har jannat tumhari hogi,
ye aasma ye zami tumhari hogi,
mujhse keh bhi na paoge usse pehle,
mere hisse ki har khusi tumhari hogi

(2)Chain se so raha tha mein,
wode kafan mazar mein,
kisne pata bata diya,
yanha bhi satane aa gaye.

(3)Nigahe mila ke kiya dil ko zakhmi,
adaye dikha kar sitam dha rahe ho,
meri wafawon ka kya khoob liya badla,
tadapta hua chod ke ja rahi ho.

0 comments to “Urdu Sms - Bewafai Sms”