
(1)Milna ittafak tha bicharna nasib tha,
Wo itna dur huwa jitna karib tha,
Use dekhne ko tarasti rahi aankhein,
Jis shakhs ke haatho mein mera nasib tha.
(2)Udas na hona kyon ki main saath hoon
Samne na sahi par aas pass ho,
Palko ko band kar dil se yaad karna,
main hamesha aap ke liye ek ehsaaa hoon.
0 comments to “Dard bhari shayari - Milna ittafak tha bicharna nasib tha”
Post a Comment