Urdu Sms - Urdu Shair

Urdu Sms - Urdu Shair



Dil tod diya tune chita bhi jala dena
Kafan na milee to apna dupatta uda dena
Log puchein ki rog kya tha to
Sar jhoka kar mohabbat bata dena.

Yeh gum ye aansoo kam na hoge
Yeh yaadon ke ghere har dam na hoge
Bita lo khuch pal hamare sath bhi
Phir yaad karna jab hum na honge.

0 comments to “Urdu Sms - Urdu Shair”